Nirbal Se Ladai Balwaan Ki
BHOOLE BISRE GEET Venue: Kalabharati Auditorium, Visakhapatnam. Date: 11112018 (SUNDAY) from 06 PM onwards. Entry: FREE OPEN FOR ALL. Song: NIrbal Se Ladai Balwaan Ki (FULL VERSION) Film: Toofan Aur Diya 1956 Music: Vasant Desai Lyrics: Bharat Vyas Sung by: Manna De, Chorus KEYBOARD CHORUS Nirbal se ladaai balwaan ki Nirbal se ladaai balwaan ki Ye kahaani hai diye ki aur toofaan ki Ye kahaani hai diye ki aur toofaan ki INTERLUDE Ik raat andhiyaari, thiin dishaayen kaarikaari Mandmand pawan tha chal raha Andhiyaare ko mitaane, jag mein jyot jagaane Ek chhota sa diya tha kahiin jal raha Apni dhun mein magan, uske tan mein agan Uski lau mein lagan bhagwaan ki Ye kahaani hai diye ki aur toofaan ki INTERLUDE Kahi door tha (SMALL KB CHORUS) Kahi door tha toofaan, diye se tha balwaan Saare jag ko masalne machal raha Jhaad ho ya pahaad, deoon pal mein ukhaad Sochsoch ke zameen pe tha uchhal raha
|
|